Mere hatho ki lakiro se Mujhe koi ni parwah
Bas upar waley ki rehmat se banti har dawa
Kya hua kyu baita kya kiya h tuneh ye gunnah
Ab roh k na koi faida h na hi koi nuksan
Apne galtiyo se kuch Sikhkar manzil karle asan
Kar aisey mehnat jaise karta h ek kisan
Karke ache se mehnat tu bhi banja acha insan
Isseh marne k baad bhi tere reh jayegi Nishaan
Kyu anjaan
Baita ab tak de tu bhi kuch anjaam
Apne kaam se banale ab tu bhi apna naam
Naam ho sidhe kamo se warna wo daulat h haram
Aise dehshaat se hojayega pura tu bhi badnaam
Fir kya matlab us naam ka
Kya matlab us pehchan ka
Jaan ke anjaan reh jayega tu awaam ka
Thoda wakt le thoda soch le tere hoshle badenge
Jo Log tera sath chod gaye wo sath tere chalenge
Huh
Haar ke paar manzil milegi mere yaar tujhe
Haar ke paar karna hai firse shurvaat tujhe
Haar ke paar hi milega tera mukaam tujhe
Haar ke paar kosish karna hai baar baar
Sunno mere suvichaar
Bolu ma lagataar ho kar beat pe savaar karu tujh pe prahaar
Ab suntu mere yrr
Haar maan na meri fitrat me nhi h
Meri aadate sahi h
Baate meri ankahi
Mehnat rago me basi h
Dil me chupa kaafi dard
Fir bhi hoto pe hasi h
Mastak me kaafi nafrat h
Dua kar fir to rehmat h
Lagan me hi to taakat h
Bas ye meri ibaadat h
Shikaayat h tujhko kuch bhi mujhse
Meri baate chhod pahle jitle tu khudse
Khudse tu dekhle uljhi hui h zindagi
Bas baith kar.dekh kar hota yaha h kuch nhi
Sach kahi h ye baate kisine.
Aaram to haram h mehnat kare wo sahi h
Imaandaari ki kami h
Yaha apne logo me
Shatir kala chupi h yaha bahoto me
Apno me giro me
Oro me yaaro me
Tu ji reality me nahi ji
Apne sapno me
Haar ke paar manzil milegi mere yaar tujhe
Haar ke paar karna hai firse shurvaat tujhe
Haar ke paar hi milega tera mukaam tujhe
Haar ke paar kosish karna hai baar baar
Apni manzilo say na Tu Itni Jldi harr
Har maneke badd hi aadmi banta kamyab
Kesle apni kamar ko na dehk Na umer ko
Pichla aatit bhulake ke kar ek nyi surwat
Kyoki Bharni hai thuje ek lambi udann
Chadni hai thuje ek lambi chdhan.
Tere aage hai mukaam
Or piche hai dhalaan
Tu kma imaan
Na ban bimaan
Baate khene say nhi karne say hoti hai.
Jaanega is khawat ko tu bhre samndar moti hai.
Yeah duniya gol gola
Na smhjna bhola bhala.
Isaan bhar say kuch par ander say kala
Yhape zhut ka bol bala
Sach pe lga hai tala
Aan ban shan karne aaye bhot jan
Thuje tokne thuje rokne
Teri taarkki ko dehk vo sab aayege bhokne
Raasta hai chota
Par khthinya bdi
Manzil hai aasan par
Ummid hai choti
Zindagi abhi baki hai mere dost
Na kar ussay lost
Tu kam kar most
Kma dolat izzat har janam mein
Siddhat say chal apni har dagar pe
Is jha ka dastur baizat kare har
Kadam pe har kadam pe
Haah raptonicz
Haar ke paar manzil milegi mere yaar tujhe
Haar ke paar karna hai firse shurvaat tujhe
Haar ke paar hi milega tera mukaam tujhe
Haar ke paar kosish karna hai baar baar