Kuch karke batana h
Kuch karke batana h
Kuch karke Dikhana
Kuch karke Dikhana h
Mere piche hai kon
Mere piche nhi koi
Jab sath mere bhai
Tab aage nhi koi
Hum sath hai toh baat karte baaddme
Phele karte hai rap duniya jaaye
Bhadme
Pesh karunga dilki baat aaj sabke samne
Kuchnhi hoga thujse ye baat kahi the aapne
Zanjir ko tod kismat ko chod
Manzil ki or ab khudme hai tod
Tu hai aanadi jo
Phadi pe aake gherai ko dehke
Me hu khiladi jo
Phadi pe aake uchai ko dehke
Naa bante naa banti
Sirf baate batane say
Haa kaya hai palatti
Kuch karke diihkane say
Matha maru ya maru apni matko
Dosh du kismat ko yaa dat tu himmat ko
Ab khudko h jaana
Ki meri khusi sirf gaana
Toh menebhi thaaanaa
Kyaaa
Kuch karke batana
Karke dikhana h
Manzil ko pana
Safar anajana h
Rasta banana h
Chalke dikhana h
Zalim zamana se
Ladh ke dikhana h
Kudhi kamana h
Kudhi ab khana h
Sapne mere sareh
Kudhi sajana h
Lakh h raste samne mere
Par mujho to bas ek par jana h
Jaldi nhi
Sikhna h pehle
Galti sahi
Honi hai mujhse par
Chalti nhi
Kismat ye meri
Badalti nhi
Kyu kyu
Gaane kaam mere hai kyu
Fir bhi gaano pe lakho padey view
Sunne waley sunke hotey shuru
Jalne waley akhir chalte hai
Kyu kyu...
Parwah nhi mujhe inki salah se
Karna h mujhe kuch apni kala se
Bacha hu mai badi badi bala se
Lekin ab mujhe manzil ki talash h
Vinash h unka jo kehte the
Ki mai kabhi kuch nhi kar paunga
Ye gaana jawaab hai mera
Ki unsabiko mai kuch kar ke bataunga
Bas
Baate baate na karte hai hum
Karte hai mehnat to chalti kalam
Sachaaii gaana hai mera dharam
Na socha koi fal bas kiya karam
Per har kadam pe chube
Jo kaate
Kaate wo the Apne
Wo kehte tujhse kuch nahi hoga
Chhod tere sapne
Ma sochta tha
Kyu mujhe hunar diya hai rab ne
Saqfal hua tha jab ma
To taaliya bajaai sabne
Sabke sabko. Ma kahunga
Ke baat sunlo dhyan se
Mere shabd nikale jaise
Chhute ho kamaan se
Ye Jaan se hi jaaenge
Jo bante ghote saamne
Inki to jali padi
Jalaya mere kaam ne
Kiya Jo vaada khud se tha
Karna Pura hai mujhse
Aag Jo seene me hai
Sangeet se hi wo bujhe
Kuch karke batana
Karke dikhana h