menu-iconlogo
huatong
huatong
raptonicz-mazze-le-cover-image

Mazze Le

Raptoniczhuatong
stdice65huatong
เนื้อเพลง
บันทึก
Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

Maze le baato se meri

Gaane aane me kyu hori hai deri

Sawaal ye waajib hai

Per gaano se mere tu bhi to waakif hai

Achi chiz aane ko Lagta hai waqt

Hip-hop bhagwaan to mai Bana bhakt

Kuch kehna hai tujhko chal chhote tu bak

Per bak-bak ko Teri ma deta nahi fuck

Rak teri salah tere pass...

Bak bak ye teri

Mujhe lagey bakwass

Kal ki hi mehnat se bana mera aaj...

Bande anjaan the jo bane mere khaas...

Vishwas itihaas bana Raaz mera Khwaab

Oh janaab... mai betaab pura karne ko...

Tarakki hazam nhi hoti kuch logo ko... toh

Unko bas Jalne do

Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

Mein sirfira sach bolpada

Meri tarriki ko dehk tu Chidpadta

Mein gir pada fir gir fir bdaaa

Fir chala fir kala kooo phechaana mai

Me Sher Dil ladka khda akelaa

Muh lagnani mere mukabala ni mera

Doobara mai bolu to chedna ni lafda samjha

To thik warna tera karu khatma

Sarvanaash Dekho Karne aaj

Ma Aaya hu tere saamne

Aakho me leke aasu

Jasbaat likhu kitaab mai

Haa vishwaas hai khudki Kala pe

Shabdo me jwala sabko jala de

Kaun hai Aaya sabko bata de

Bars me power hai sabko nachade

Bohot tune bola par tune kara kyaaa. thoda bohot bola par mene bola sahi

Gadbad badbad machmach hogyi

Kam say mere say bhagdad machgyyi

Saff saff dikhe tere chere pe dar

Bapp or hota baap beta chal be uder

Bhuzgi h aagh mat jalbe ider

Bhag beta bhag teri maut h ider

Chal chal chal chal ke dikha!

Baap hai hum tere naa tu humko sikhaa !

Baath jhooti teri maine saach h likha!

JO bhi humne kiya kudh ke dum pe kiya...

Aur kiya humne nakaam teri saari chali chal ko!

Kiya na Araam din ek kiya raat ko!

Faida hai tera agar samjha tu baat ko!

Mazzey le zindagi ka mere sath toh!

Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

Mazey le mazey le

Mere gaano pr jhoom aur beta tu maze le

Mazey le mazey le

Yaha struggle hai bhot

Per beta tu mazey le

เพิ่มเติมจาก Raptonicz

ดูทั้งหมดlogo

อาจถูกใจคุณ