Mausam ka taqaza hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Mausam ka taqaza hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Mausam ka taqaza hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Hey hey hey hey hey hey hey
Ek aisi masti hai
Haaye haaye haaye
Ek aisi masti hai
Saare mastaane bante jaate hain
Gulshan gulshan
Afsaane afsaane bante jaate hain
Kaliyon ke chatakne se
Bhanware deewane bante jaate hain
Phoolon ka ishaara hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Hum kitne paas chale aaye
Hum kitne paas chale aaye
Thodi si mulaaqaton mein
Darti ho yaa sharmaati ho
Do haath humare haathon mein
Tum apne dil ki baat karo
Mat aao meri baaton mein
Haaye iss dil kaa iraada hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Har daulat iss ulfat se hai kam
Aur kisi ko naa denge
Ye apni khushiyaan ye apne ghum
Aur kisi ko naa denge
Ye din ye raaten ye shaamen
Hum aur kisi ko naa denge
Hooo oooo oooo ooo
Ye waqt humara hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare
Mausam ka taqaza hai
Hum toot ke pyaar karen
Duniyaa waale
Chaahe iqraar kare
Chaahe inkaar kare