Song: Sachi Kaho Humse Tumko
Movie Saajan Ki Baahon Mein
Singer1(male)
Singer2(female)
(F) Sachi kaho hamse
tumko kitna pyar hai
Sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
(M)Tere bina kya jina ab jina duswar hai
(F)Sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
.......Music.......
(M)Humne to in aanhkon
me chehra apna dekha hai
Humne to in aanhko me
chehra apna dekha hai
(F) Sajan ki in bahon me
pyar ka sapna dekha hai
Kya or hum bataye tumse
(M)Sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
(F)Tere bina kya jina
Han..haa.. ab jina duswar hai
.......Music......
(F)Dil me kitni chahat hai
Puchho dil ki dhadkan se
Ho..Dil me kitni chahat hai
Pucho dil ki dhadkan se
(M)Ha jiwan bhar jo naa tute
Hum to bandhe us bandhan se
Aye jindagi bata ke kam se
(F)Sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
Sachi kaho hamse tumko kitna pyar hai
(M)Tere bina kya jina
ab jina duswar hai.
Aa....aa..aa..o..o..