Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo na mujhe pyar
Saathiya tune kya kaha
Beliya yeh tune kya kaha
Yoon na kabhi karna intezar
Maine kiya hai tumse pyar
Maine kiya hai tumse pyar
Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Itni mohabbat seh na sakoonga
Sach maano zinda reh na sakoonga
Tujhko sambhalun yeh mera zimma
Main hoon to kya gham jaan-e-tamanna
Ab jeena marna mera
Jaanam tere hath hai
Maine kaha na sanam
Ab tu mere sath hai
To phir sambhaal lala lala la
Yeh main chala lala lala la
Jaana kahan lalalala a
Aa dil mein aa lalalalala
Lalalalala lalalalala
Saathiya tune kya kiya
Beliya yeh tune kya kiya
Maine kiya tera intezar
Itna karo na mujhse pyar
Maine kiya hai tumse pyar
Dil ke chaman ka hasna to dekha
Jaagi nazar ka sapna to dekha
Aise huye hum ek jaan ek dil
Tu hai ke main hoon kehna hai mushkil
Jhonka basanti hai tu
Tan hai gulaabi mera
Do rang milne ke baad
Hote nahi hain juda
To phir sambhaal lalalalala
Dil yeh chala lalalalala
Jaana kahan lalalalala
Aa dil mein aa lalalalala
Lalalalala lalalalala
Saathiya tune kya kaha
Beliya yeh tune kya kaha
Maine kiya tera intezar
Itna karo na mujhe pyar
Itna karo na mujhe pyar
Maine kiya hai tumse pyar