Aa
Sa re sa sa ga re
Re ba ma re sa ni sa
Sa re sa sa ga re
Re ba ma re sa ni sa
Sa ni sasasa
Ni sara sari sa
Sa ni sasasa
Ni sara sari sa
Ni sari sari sa
Na din hi mein na raaton mein
Na kkamoshi na baaton mein
Na neendon mein na sapnon mein
Na gairon mein na apno mein
Na phoolon mein na taaron mein
Na mausam ki bahaaron mein
Na sehra mein na basti mein
Na hasti mein na masti mein
Tere bin tere bin tere bin
Tere bin yeh dil kahin
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Dil dil dil dil dil dil
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Rahoon ghar mein to dil doobe
Jo baahar to yeh jee oobe
Jidhar jaaun jidhar dekhun
Tujhe sochun tujhe dhoodhun
Na bindiya mein na paayal mein
Na mehandi mein na kaajal mein
Na hansne mein na rone mein
Na jagne mein na sone mein
Tere bin tere bin tere bin
Tere bin yeh dil kahin
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Dil dil dil dil dil dil
Nahi lagta nahi lagta nahi nahi nahi lagta
Sa re sa sa ga re
Re ba ma re sa ni sa
Sa re sa sa ga re
Re ba ma re sa ni sa
Bina tere akelapan mujhe aise satata hai
Jidhar dekhun har ik manjar
Tera chehra dikhata hai
Chhupa hai tu nigaahon mein
Basa hai tu khayaalon mein
Siwa tere nahi koi
Andheron mein ujaalon mein
Siwaa tere nahi koi
Andheron mein ujaalon mein
Na mandir mein na Masjid mein
Ibadat mein na pooja mein
Na geeton mein na gaane mein
Na khone mein na paane mein