merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha
merae angan main na barsa
kabhi badal ke tarha
raat bher yaad nay teri mujhay
sony na deya
raat bher yaad nay teri mujhay
sonay na deya
sansn senay main kahnakta traha
payel ke tarha
merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha
merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha
mera kashkol-e-tamana hay
abhi tak khali
mera kashkol-e-tamana hay
abhi tak khali
der say aaj khada hon
kisi sayel ke tarha
merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha
merae angan main na barsa
kabhi badal ke tarha
teri rahon say juda
hogayi rahain meri
teri rahon say juda
hogayi rahain meri
jany koyon aaj khada hon
kisi pagal ke tarha
merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha
merae angan maim na barsa
kabhi badal ke tarha