[F] Yaad aa jaati hai mujhe Woh teri hansi
Muskura jaati hain khud Yeh palkein meri
[M] Yaad aa jaati hai mujhe Woh teri hansi
Muskura jaati hain khud Yeh palkein meri
[F] Kabi aisa bhi hota hai
Bhula deti main tujhko
Magar boondein meri har
Koshish barbaad karti hain..
[M] Tumhein baarish bada yaad karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
[F] Tumhein baarish bada yaad karti hai
Aaj bhi mujhse teri baat karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
🎶Instrumental Music🎶
[M] Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
[F] Woh pehli nazar woh chehra tumhara
Jab aankhon se tumko tha dil mein utara
[M] Main bhoola nahi hoon panaahon ko teri
Woh jismein tha maine zamana ghuzara
[F] Bichhadne se pehle tera
Woh mujhse lipat jaana
Woh bebas nigahein meri
Ab tak fariyaad karti hain...
[M] Tumhein baarish bada yaad karti hai
Tumhein baarish bada yaad karti hai
[F] Aaj bhi mujhse teri baat karti hai...
[F&M] Tumhein baarish bada yaad karti hai..
Karaoke By : Akku_❤