Teri ungali pakad ke chala
Mamta ke aanchal mein pala
Teri ungali pakad ke chala
Mamta ke aanchal mein pala
Maa o meri maa
Tu mera laadla
Maa o meri maa
Main tera laadla
Ban ke tera saya
Main tujhko thaam loon
Uthke rab se pehle
Main tera naam loon
Ban ke tera saya
Main tujhko thaam loon
Uthke rab se pehle
Main tera naam loon
Rakhun tujhe palkon tale
Pooja karun teri
Tere siwa tu hi bata
Kya zindagi meri
Main to tere sapnon
Ke rang mein dhala
Teri ungli pakad ke chala
Mamta ke aanchal
Mein pala
Maa o meri maa
Tu mera laadla
Maa o meri maa
Main tera laadla
Bachke apne ghar
Se sukh jayega kahaan
Badlega nasiba
Ek roz meri maa
Bachke apne ghar
Se sukh jayega kahaan
Badlega nasiba
Ek roz meri maa
Teri khusi meri khusi
Gum tera mera gum
Tere liye teri kasam
Lunga main sau janam
Tu nahin to duniya mein
Kuchh nahin mera
Teri ungli pakad ke chala
Mamta ke aanchal mein pala
Maa o meri maa
Tu mera laadla
Maa o meri maa
Main tera laadla