Tere bina tanha tha baithe rehta raat me
Tera bina lamha bhi lagta tha saal he
Tere bina hota tha ajeeb sa haal he
Khoya teri yaadon me karta sawaal tha
Sota nahi raaton me khud se bezaar tha
Khuli khuli aankhon se dekhta khawab tha
Woh tere waade
Woh teri qasmay
Tujhay kiya pata wafa ki rasmein
Me hun akela
Khud ka sahara
Nah maaf karunga tujh ko me yaara
Nikle jo tere dil se hum
Tum ne chora aise jaana gaye bikhar se hum
Meri nazar se dekhun to lagay sahi ho tum
Teri nazar me jaana phir bhi kiun ghalat thy hum
Dil-o-dimag me ho, lahu ki har dhaar me tum
Dar-o-dewaar me, khayalon ki bochaar me tum
Meri har aarzo me, meri har namaz me tum
Meri har aas ke qatil ho mere pas nai tum
Kab tak me aise guzaruga raatain
Neend ni aati bas aati hen yaadain
Bhatka tha raah se to khoyi thi manzil
Khuda tu mujh ko han rasta dikha de
Zinda tu aj bhi karta kamaal he
Tu bui he jhoota kiun khud pe malaal he
Roz hi karta me khud se sawaal hun
Deta tha sabko me teri misalain
Kehta sabko tu mera jahan he
Me sochta ab teri kiya hi misaal dun
Me thak gaya hun
Khud se lar lar ke
Par yaadon se teri nikal gaya hun
Samajh gaya hun
Tujh ki me yaara
Tu khel gaya mere is dil se
Kab tak me aise guzaruga raatain
Neend ni aati bas aati hen yaadain
Bhatka tha raah se to khoyi thi manzil
Khuda tu mujh ko han rasta dikha de