Dil Kyon Dhadakta Hai
(Jaanam,1992)
️prolink jatim ️
Female F
Male M
️ ️
F Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
️ ️
M Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
️ ️
F Dil mein agar apne
Hoti na yeh dhadkan
To zindagi ko hum
Pehchante kaise
️ ️
M Milte to hum dono
Par ajnabi rehte
Yeh pyar ki baatein
Hum jaante kaise
️ ️
M Har saans yeh kehti
Tu paas mere rehti
Phir bhi mujhe tera
Intezar hota hai
F Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
️ ️
M Ab to nahi milti
Apni khabar mujhko
Tere khayalon mein
Hum is kadar khoye
️ ️
F Padhkar kitabon ko
Raatein guzaarein hum
Jabse mohabbat ki
Jee bhar nahi soye
️ ️
F Is umra sabka
Yeh haal hota hai
Kyon pyar hota hai
kyon pyar hota hai
F&M Dil kyon dhadakta hai
Kyon pyar hota hai
Seene mein dard yeh kyon
Baar baar hota hai
PLS FOLLOW ️