Tasveer man me basi yaar ki
Tasbeeh padhi tere pyaar ki
Dil ye mera tere
Dil se ja mila hai
Rab se jisko manga
Tu vo sila hai
Taqdeer jabse
Tujhse judi hai
Jaam-e-mohhabbat
Zah-e-aashiqui hai
Pucho na pucho na pucho na
Hum sataye hue hai
Sataye hue hai sataye hue hai
Ye ishq tum na karna
Ye rog hi lagaye
Dafan khudh kare hai
Fir shok bhi manaye
Ye ishq tum na karna
Ye rog hi lagaye
Dafan khudh kare hai
Fir shok bhi manaye
Fir shok bhiiiii manaye
Aashikon ke dil mein
Ye aas bhi lagaye
Aashikon ke dil mein
Ye aas bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagayeeee
Kaise ho shukriya
Mujh ko jo chun liya
Hal-e-dil na keh sake
Tum ne to sun liya
Ehd e mohabbat ko pura kiya
Dard dil ka le ke dil de diya
Ye ishq tum na karna
Ye rog hi lagaye
Dafan khudh kare hai
Fir shok bhi manaye
Aashikon ke dil main
Ye aas bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagaye
Koi to ho mera apna
Koi to sahara ho
Gham mere thehar to jayein
Koi kinara ho
Thes aisi dil pe lagi
Kya gunaah humara tha
Mangte hai ye khuda se
Pyaar na dubara ho
Pyaar na dubara ho
Taqdeer jabse
Tujhse judi hai
Jaam-e-mohhabbat
Zah-e-aashiqui hai
Pucho na pucho na pucho na
Hum sataye hue hai
Sataye hue hai sataye hue hai
Ye ishq tum na karna
Ye rog hi lagaye
Dafan khudh kare hai
Fir shok bhi manaye
Ye ishq tum na karna
Ye rog hi lagaye
Dafan khudh kare hai
Fir shok bhi manaye
Fir shok bhi manaye
Aashikon ke dil main
Ye aas bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagaye
Fir aas ko bujhake
Ye aag bhi lagaye