Paikare dilruba ban ke aaya
ruhe arzo sama ban ke aaya
sab rasoole khuda ban ke aaye
sab rasoole khuda ban ke aaye
wo habeebe khuda ban ke aaya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
high nabi ka lab par....
jo hijre taiba me yaad bankar
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
teri duaon hi ki badolat
azaabe rab se bache huye hein
teri duaon hi ki badolat
azaabe rab se bache huye hein
jo haq me ummat ke tere lab par sawalaya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
ghuroor huroon ka told dala
laga ke maathe pe til khuda ne
ghuroor huroon ka told dala
laga ke maathe pe til khuda ne
jo kale rang ka gulam tera bilaal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
umar ki jurrat pe jaon qurbaan
thy kaisaro kisra jinse larzaan
umar ki jurrat pe jaon qurbaan
thy kaisaro kisra jinse larzaan
umar ke aane se kufr par jo
zawaal aya kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi to saim sabhi he aala
he rutbe jinke azeemo bala
nabi to saim sabhi he aala
he rutbe jinke azeemo bala
magar jo aakhir me amina ka wo laal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya
nabi ka lab par jo zikr he bemisal aya
kamaal aya