menu-iconlogo
logo

Aur Kya

logo
Şarkı Sözleri
Tum aaye to,

Hawaoon mein,

Ek nasha hai

Tum aaye to,

fizaaon mein,

Rang sa hai

Yeh rang saare

Hai bas tumhaare

Aur kya, aur kya, aur kya

Aur kya, aur kya, aur kya

Tum aaye to,

Hawaoon mein,

Ek nasha hai

Tum aaye to,

Fizaaon mein,

Rang sa hai

Yeh rang saare

Hai bas tumhaare

Aur kya, aur kya, aur kya,,

Eh hey hey aah haa haa

Eh hey hey aah haa haa

Tum aaye ho to dekh lo

Naya naya sa lage yeh jahaan ho

Haan haan haan haan haan o ho

Haseen haseen,

Hai yeh zameen

Dhula dhula sa hai yeh aasmaan,,

Tum ho to hai yeh saama

Aur kya, aur kya,

Aur kya, aur kya,,

Dhadak raha hai dil mera

Jhuki jhuki hai palkein yahan ho

Haan haan haan haan haan oh ho

Jo dil mein ho,

Vo keh bhi do

Ruki ruki si hai yeh daastaan

Jazbaat maange zabaan

Aur kya, aur kya,

Aur kya, aur kya

Tum aaye to,

Hawaoon mein,

Ek nasha hai

Tum ayee to,

Fizaoon mein,

Rang sa hai

Yeh rang saare

Hai bas tumhaare

Aur kya, aur kya, Aur kya,

Aur kya, aur kya, aur kya...

Abhijeet/Alka Yagnik, Aur Kya - Sözleri ve Coverları