menu-iconlogo
logo

Waada Raha Sanam

logo
Şarkı Sözleri
Wada raha sanam,

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Wada raha sanam,

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

In wadiyon mein

yun hii milate rahenge

Dil mein wafa ke diye

jalate rahenge

In wadiyon mein yun hii

milate rahenge

Dil mein wafa ke diye

jalate rahenge

Ye manga hai duaon me

Kamii na ho vafaon me

Rahe terii nigahon me

Dekho na in fizao me o jane jan

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Kaisii udasii tere

Chehare pe chhayi

Kya baat hai jo terii

Aankh bhar Aai

Kaisii udasii tere

chehare pe chhayi

Kya baat hai jo terii

Aankh bhar Aai

Dekho to kya nazare hain

Tumharii tarah pyare hain

Hanso na mere liye tum

Sabhii to tumhare hain o jane jan

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Both Wada raha sanam,

Honge juda na hum

Chahe na chahe zamana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana

Hamari chahaton ka

Mit na sakega fasana..