menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Do Jawan Dilon Ka Gham

Ahmed Hussain/Mohammed Hussainhuatong
purpolhuatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Kon yaad karta hain

Hichkiyan samajhti hain

Kon yaad karta hain

Hichkiyan samajhti hain

#####Music############

Tum to khud hi kaatil ho

Tum ye baat kyaa jaano

Tum to khud hi kaatil ho

Tum ye baat kyaa jaano

Tum to khud hi kaatil ho

Tum ye baat kyaa jaano

Kyun huaa main deewana

Bediyan samajti hain

Kyun huaa main deewana

Bediyan samajti hain

Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Baam se utarti hain

Jab haseen doshijaa

Baam se utarti hain

Jab haseen doshijaa

Baam se utarti hain

Jab haseen doshijaa

Jism ki nazakat ko

Sidiyan samajti hain

Jism ki nazakat ko

Sidiyan samajti hain

Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Yun to sair e gulshan ko

Kitane log aate hain

Yun to sair e gulshan ko

Kitane log aate hain

Phool koan todega

Daaliyan samajti hain

Phool koan todega

Daaliyan samajti hain

Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Jisne kar liya dil mein

Pehali baar ghar daanish

Jisne kar liya dil mein

Pehali baar ghar daanish

Jisne kar liya dil mein

Pehali baar ghar daanish

Usko meri aankho ki

Putaliya samajti hain

Usko meri aankho ki

Putaliya samajti hain

Do jawan dilon ka gham

Dooriyan samajati hain

Kon yaad karta hain

Hichiyan samajati hain.

Ahmed Hussain/Mohammed Hussain'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin