Shikwa karon ya shikaayat karon
Shikwa karon ya shikaayat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Baagi banoon ya bagaavat karon
Baagi banoon ya bagaavat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Mohabbat mein aksar ladaai huyi hain
Magar na kabhi bhi judaai huyi hain
Mohabbat mein aksar ladaai huyi hain
Magar na kabhi bhi judaai huyi hain
Saare jahaan ke sitam mujhko de de
Aaja sanam apne gham mujhko de de
Kha ke kasam kehti hoon sanam
Tujhse mein pehli baar
Nafrat karon ya adaavat karon
Nafrat karon ya adaavat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Mujhko bhi aata hai vaada nibhaana
Tere liye Chhod doonga zamaana
Mujhko bhi aata hai vaada nibhaana
Tere liye Chhod doonga zamaana
Main bhi nibhaaoongi
Chaahat ki kasmein
Tod doongi mein
Saari duniya ki rasmein
Khushiya mile pyaar main chahe gham
Honge juda hum na yaar
Roothuun ya tujhse sharaarat karon
Roothuun ya tujhse sharaarat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Shikwa karon ya shikaayat karon
Baagi banoon ya bagaavat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon
Par main tujhi se mohabbat karon