La la ra la ra la la...
La la ra la ra la la...
La la ra la la ra...
La la la la...
Mere angne mein
Arey Mere angne mein tumhara
kya kaam hai...
Mere angne mein tumhara
kya kaam hai...
Joh hai naam wala
Arey joh hai naam wala
wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai
Arey Jiski biwi lambi usska
bhi bada naam hai...Jiski biwi lambi..
Haan Jiski biwi lambi usska
bhi bada naam hai
Kothe se lagado
Arey kothe se lagado seerhi
ka kya kaam hai
kothe se lagado seerhi
ka kya kaam hai
Mere angne mein tumhara kya kaam hai