Mera koi nahi hai Amjad Sabri
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehmaaan Ramzan
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere siva
Main ban ke sawali aya hoon
Main ban ke sawali aya hoon
Mujhe nazre karam ki bheek mile
Karam ki bheek ataa ho
Gunaha gaarun ko
Mujhe nazre karam ki, bheek mile
Main yeh jholi khali laya hoon
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere, siva
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehmaaan Ramzan
Bakhshish gunahun ki
khuda karde hamari tu
Jitni khataaein ho gaien
Kar maaf saari tu
Daaman mein leke aaye hein
Kitni duaaein hum
Mushkil hamari duur kar
Ab rahe na koi gham
Bass aur koi nahi tujhse
Ilteja meri
Jo dil se nikli hai
Sunle zara sadaa meri
Mujhe nazre karam ki, bheek mile
Main yeh jholi khali laya hoon
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere, siva
Ramzan mein utara hai
Tuune QURAN ko
Baddha diya hai aur bhi
Rozay ki shaan ko
Aansoo bhari hui hein
Yeh aankhein hamri aaj
Hum toh bahot buray hein
Tu rakhna hamri laaj
Ab toh dekhle
Sajdon mein ronay walon ko
Ke tere zikar mein aankhein
Bighonay walon ko
Mujhe nazre karam ki, bheek mile
Main yeh jholi khali laya hoon
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere siva
Mera koi nahi hai tere siva(continue 5)
Rehman Ramzan (overlap)
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehmaaan Ramzan
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehman Ramzan
Rehmaaan Ramzan