Retro mashup
ye jo mohabbat hai
ye unka hai kaam
mehbook ka jo...
bas lete huye naam
mar jayee...mit jaaye
ho jaaye..badnaam...
(F) rehne do chodo....jaane do yaar
hum na krenge pyaar (x2)
(M) Ye raate Ye mausam nadi ka kinaraa
ye chanchal hawaa....
Ye raaate ye Mausam nadi ka kinaara
ye chanchl hawaa...
kaha do dilo ne...
ke milkar kabhi hum..na honge judaaa
ye raate ye mausam nadi ka kinaara
ye chanchal hawa...
(F) akhiyoo ke jharokho se..
maine dekha jo saaware...
akhiyoo ke jarokho se..
maine dekha jo saaware..
tum door nazar aaye
badi door nazar aaye
(M) Pyaar kaa naam suna tha magar
Pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar
main to uljha raha uljhano ki tarah
dosto main raha dushmano ki tarah
main dushman to nahiii
magar ae haseen...
jabse dekha maine tujhkoo
dostiii aaagaiiii
yaado ki baraat nikli hai aaj
dil ke dwaaree.....dil ke dwaare
sapno ki sehnaai beete dino ko pukaare
dil ke dwaare...
hoo...chedo taraane milan ke...
pyaare pyaare sang humaare
(F)chand si mehboob
baaho mere kab..aisa maine socha tha
haan tum bilkul waisi ho..
jaisa maine socha tha (X2)
(M) phoolo ke rang se
dil ki kalam se
tujhko likhi roj baate
(F)kaise batau kis kis tarah se
pal pal mujhe tu satati
(M) tere hi sapne lekar ke soya
tere hi yaado main jaaga
tere khyaalo main uljha raha yuu
jaise ki maala m dhaaga
(F)Baadal bijli chandan paani jaisa apna pyaar
(M) lena huga janam humee kahi kahi baar
humko mili aaj yee ghadiyaan naseeb se
jee bhar ke dekh lijiyee...humko kareeb se
phir aapke naseeb main ye baat ho na ho
shayad phir is janam main mulaqat ho na ho
lag ja gale...he he
(F) intehaa huga intzaar kii
aai na kuch khabar mere yaar ki
(M) ye hume hai yaqeen
bewafa wo nahinn
phir wajah kya huii intzaar ki
azeeb daastaan hai ye
kaha suru kaha khatam
ye manjile konsi
na wo smj ske na hum
ye roshni ke sath to
dhua utha chirag se
ye roshni ke sath kyu
dhua utha chirag se
ye khwaab dekhta hu main
ke jag ho khwaab se
azeeb dastaan hai ye
kuch na kahoo
kuch bhi na kahoo
kya kehna haiiii
kya sunna haiii
(F) mujhko pata hai
tumko pata hai
samay ka ye pal
tham sa gaya hai
aur is pal main
koi nahi haiii
(M) bas ek main hu
bas ek tum ho
kuch na kahooo
kuch bhi na kahoo
kisi ki mushkurahato pe ho nisaar
kisi ka dard le ske to le udhaar
kisi ke vaaste ho tere dil main pyaar
jeena isi ka naam hai
haan rishta dil de dil ke aitbaar ka
zinda hai humi se naam pyaar kaa
haan rishta dil de dil ke aitbaar ka
zinda hai humi se naam pyaar kaa
ke marke bhi kisi ko yaad aayenge
kisi ke aansuo main muskrayengee
kahegahar phool kali se baar baar
jeena isi ka naam hai...
haan jeena isi ka naam hai