Tu premi (yeah!)
Main premi (control)
Tu raazi (wait a minute)
Main raazi (uh ho!)
Tu.. aa ha!
Main.. aa ha!
Tu.. aa ha!
Shake your body girl
Tu premi (aa ha!)
Main premi (aa ha!)
Tu raazi (aa ha!)
Main raazi Pooja
Phir kya Daddy kya Amma
Ek bas tu hi pyaar ke kaabil
Saara jahaan hai nikamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Yo!
Rakhun na baby koi bhi shanka
Apne pyaar ka baja doon danka
Tere mere beech mein jo koi bhi
Aaya Uski laga doon lanka
Chhod chhad ke duniyadari
Bas tere piche pad gaya main
Sapno mein toh already
Ghodi vodi chadh gaya main
Mujhko baby lucky kar
Baat humari pakki kar
Itna kya soche mujhe haan bol ke
Kaam tu nakki kar
Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki
Tujhe zaroorat mere jaise yaar ki
Mujhe zaroorat tere jaise yaar ki
Jale jo usko aur jalaao
Naacho chhamma chham chhamma…
Tamma tamma..
Tamma tamma..
3.. 2.. 1.. kill it!
Loge… tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma ( 3)