Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Hamari gajal hai, tassavur tumhara
Hamari gajal hai, tassavur tumhara
Tumhare bina ab, na jeena gavara
Tumhein yun hi chaahenge
Tumhein yun hi chaahenge
Jab tak hai dam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Sagar ki baahon mein, maujen hain jitni
Humko bhi tumse, mohabbat hai utni
Ke yeh bekarari
Ke yeh bekarari na
Ab hogi kam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Kasam chaahe le lo
Kasam chaahe le lo
Khuda ki kasam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam
Bahut pyaar karte hain, tumko sanam