(chunari chunari, chunari chunari)
(chunari chunari, chunari chunari)
Laalganj ke laalbag se
Laal chunariya laayi
(chunari chunari, chunari chunari)
Laal rang mein daal daal ke
Laal laal rangwaayi
(chunari chunari, chunari chunari)
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
Aayi jawani sar pe mere
Tere bin kya karu jawani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuchh na main bolu tujhe meri kasam
Aayi jawani sar pe mere
Tere bin kya karu jawani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
(chunari chunari, chunari chunari)
(chunari chunari, chunari chunari)
Meri chunari laal rang ki
Sharmaye ghabraye
Tu jo dale is pe nazar yeh
Aur laal ho jaye
(chunari chunari, chunari chunari)
Teri chunari lipat lipat ke
Paagal mujhe banaaye
Pehle se hi tadap raha tha
Aur mujhe tadpaaye
Jaan e tamanna kar na aise sitam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
Aayi jawani sar pe mere
Tere bin kya karu jawani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
(chunari chunari, chunari chunari)
Chikne chikne badan se tere
Sar sar chunari sarke
Aisa lage ke bin baadal ambar pe
Bijli kadke
(chunari chunari, chunari chunari)
Jee karta hai yeh bijli mein
Tujh pe aaj giraau
Tujh ko bhar lu bahon mein
Yeh chunari tujhe udhaau
Badhta hi jaaye dard ho na khatam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
Ho.. aayi jawani sar pe mere
Tere bin kya karu jawani berehem
Haaye haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
Aayi jawaani sar pe mere
Tere bin kya karu jawani bereham haaye
Aaja na chhu le meri chunari sanam
Kuch na main bolu tujhe meri kasam
(chunari chunari, chunari chunari)
(chunari chunari, chunari chunari)
(chunari chunari, chunari chunari)