menu-iconlogo
huatong
huatong
archit-tak-tum-iqraar-ho-cover-image

Tum Iqraar Ho

Archit Takhuatong
spruiellkahuatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Tum iqraar ho

Tum hi ho mera pyaar

Tum khumar ho

Sabse suhana nazara

Tum pyaar ki bahar ho

Tum iqraar ho

Tum hi ho mera pyaar

Tum khumar ho

Sabse suhana nazara

Tum pyaar ki bahar ho

Tum le aaye ho rang saare

Sari raatein

Sitare

Savera mera

Hawaon mein khushboo tumhari

Dekho mehak raha hai mann mera

Tum ik kitaab ho

Kahaniyon mein tum hi shumaar ho

Tum ho kinara

Kinara aur tum uss paar ho

Tu mere saath hai

Par kahan? yeh baat hai!

Saanson mein?

Dil mein?

Yaa, Rooh ke qareeb

Tu mera aaj hai

Aur kal bhi hai tu

Tu barson se

Sadiyo se pahle aur abhi

Tu barson se

Sadiyo se pahle aur abhi

Tum hashr mera

Ho gaye meri tum zindagani

Tum zikr bhi ho

Tumhi ho meri poori kahani

Tum iqraar ho

Tum hi ho mera pyaar

Tum khumar ho

Tum ho kinara

Kinara aur tum uss paar ho

Archit Tak'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo