menu-iconlogo
logo

Pyar Ka Dard Hai

logo
Şarkı Sözleri
Pyaar ka dard hai

Pyaar ka dard hai

Meetha meetha pyaara pyaara

Meetha meetha pyaara pyaara

Ye haseen dard hi

Ye haseen dard hi

Do dilon kaa hai sahaara

Do dilon kaa hai sahaara

Thoda thoda chain bhi hai

Thodi thodi beqaraari

Thoda thoda chain bhi hai

Thodi thodi beqaraari

Aur bhi ho pyaar jawaan

Aarzoo hai ye humaari

Aur bhi ho pyaar jawaan

Aarzoo hai ye humaari

Ye milan ho dubaara

Pyaar ka dard hai

Meetha meetha pyaara pyaara

Meetha meetha pyaara pyaara

Ye haseen dard hi

Do dilon kaa hai sahaara

Do dilon kaa hai sahaara

Mujhe mila pyaar tera

Tujhe meri chaah mili

Mujhe mila pyaar tera

Tujhe meri chaah mili

Naye naye sapnon ki

Humen nayi raah mili

Naye naye sapnon ki

Humen nayi raah mili

Ek armaan humara

Pyaar ka dard hai

Meetha meetha pyaara pyaara

Meetha meetha pyaara pyaara

Ye haseen dard hi

Do dilon kaa hai sahaara

Do dilon kaa hai sahaara

Roz humen mil ke bhi

Milne ki aas rahe

Roz humen mil ke bhi

Milne ki aas rahe

Roz mite pyaas koi

Aur koi pyaas rahe

Roz mite pyaas koi

Aur koi pyaas rahe

Dil deewana pukaara

Pyaar ka dard hai

Meetha meetha pyaara pyaara

Haan meetha meetha pyaara pyaara

Ye haseen dard hi

Do dilon kaa hai sahaara

Do dilon kaa hai sahaara

Pyaar ka dard hai

Meetha meetha pyaara pyaara

Meetha meetha pyaara pyaara

Ye haseen dard hi

Do dilon kaa hai sahaara

Do dilon kaa hai sahaara

Asha Bhosle/Kishore Kumar , Pyar Ka Dard Hai - Sözleri ve Coverları