menu-iconlogo
huatong
huatong
atif-aslam-wo-lamhe-cover-image

wo lamhe

Atif Aslamhuatong
presusr1huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Wo Lamhe, wo baatein,

Koi na jaane,

Thi kaisi raatein,

Hooo, barsaatein,

Wo bheegi bheegi yaadein,

Wo bheegi bheegi yaadein...

Na main jaanoun,

Na tu jaane,

(aaah)

Kaisa hai ye mausam,

Koi na jaane,

Kahi se yeh fizaa aayi,

Ghamon ki dhoop sang laayi,

Khafaa hogaye hum,

Judaa hogaye hum,

Wo Lamhe, wo baatein,

Koi na jaane,

Thi kaisi raatein,

Hooo, barsaatein,

Wo bheegi bheegi yaadein,

Wo bheegi bheegi yaadein...

(hoooo...)

Saagar ki,

Gehraayi se,

Gehra hai,

Apna pyaar,

Sehraoun ki,

In hawaon me,

Kaise aayeee gi bahaar,

Kahan se ye hawa aayi,

Ghatayein kaali kyoun chhaayi,

Khafaa hogaye hum,

Judaa hogaye hum,

Wo Lamhe, wo baatein,

Koi na jaane,

Thi kaisi raatein,

Hooo, barsaatein,

Wo bheegi bheegi yaadein,

Wo bheegi bheegi yaadein...

Atif Aslam'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin