Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai
Jab jab bhi ise pukaru mai
Jab jab bhi ise pukaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Jab jab bhi ise pukaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Oh mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Khus ho jaye agar saawariya kismat ko chamka deta
Khus ho jaye agar saawariya kismat ko chamka deta
Haanth pakar le agar kisi ka jiwan swarg bana deta
Yeh baatein soch vicharu mai yeh baatein soch vicharu mai
Tasvir ko iski niharu mai
Yeh baatein soch vicharu mai tasvir ko iski niharu mai
Oh mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Shyam shyam shyam shyam
Girne se pehle se hi aakar baba mujhe sambhal lega
Girne se pehle se hi aakar baba mujhe sambhal lega
Pura hai viswas mujhe voh tufano se nikalega
Yeh tan mann tujhpe vaaru mai yeh tan mann tujhpe vaaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Yeh tan mann tujhpe vaaru mai tasvir ko iski niharu mai
Oh mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai
Shyam sawere dekhu tujhko kitna sundar roop hai
Tera saath thandi chhaya baki duniya dhup hai
Jab jab bhi jag se haaru mai Jab jab bhi jag se haaru mai
Tasvir ko iski niharu mai
Jab jab bhi jag se haaru mai tasvir ko iski niharu mai
Oh mera shyam aa jata mere samne
Oh mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne
Mera shyam aa jata mere samne