menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko

Bally Sagoohuatong
sreelatha1huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Hooo le liya dil

Oh ! haai mera dil

Haai dil lekar mujhko na behlaana

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Bahaar banke aaoon kabhi

Tumhaari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin

Isi tamanna mein

Bahaar banke aaoon kabhi

Tumhaari duniya mein

Guzar na jaaye yeh din kahin

Isi tamanna mein

Tum mere ho

Ho ! tum mere ho

Aaj tum itna vaada karte jaana

Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Ho sajaaoonga lutkar bhi tere

Badan ki daali ko

Lahoo jigar ka doonga haseen

Labon ki laali ko

Sajaaoonga lutkar bhi tere

Badan ki daali ko

Lahoo jigar ka doonga haseen

Labon ki laali ko

Hai vafa kya

Is jahaan mein

Ek din dikhla doonga main deewana

Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Kiya jo tumne wada toh

Ishe nibaana tum

Pukar jab mein tumko toh

Kahin na jana goom

Kiya jo tumne wada toh

Ishe nibaana tum

Pukar jab mein tumko toh

Kahin na jana goom

Tum mere ho

Ho ! tum mere ho

Aaj tum itna vaada karte jaana

Chura liya

Chura liya hai tumne jo dil ko

Nazar nahin churaana sanam

Badalke meri tum zindagaani

Kahin badal na jaana sanam

Bally Sagoo'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin

Bally Sagoo, Chura Liya Hai Tumne Jo Dil Ko - Sözleri ve Coverları