tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai
tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai
guzre hai pal sabhi
teri hi yaad mein
meri yaadon ke sang
tera hi saaya hai
tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai
nana naa na na naaa
nara naa na na naaaa
aaaa haaaaan haaaan
aaaa haaaaan haaaan
aye ayeee hey heyeeeee
kash ye ho jaaye
tum kabhi aa jaao
dil mera mujhse ye kehta hai
ye dil tanhaayi mein
yaadon ko odh ke
khyaalon mein dooba
hua rehta hai
ab bhi teri khushboo
hai meri saanson mein
ehsaas tera hi
mujh mein samaaya hai
tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai
bin tere kuchh nahin
ye falak aur zameen
teri deewangi mein rehta hoon
too kahaan door hai
mujh mein maujood hai
main teri aahton ko suntaa hoon
tum rooh mein basi
tum jism o jaan mein
ek tera hi armaan
mann mein basaaya hai
tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai
guzre hai pal sabhi
teri hi yaad mein
meri yaadon ke sang
tera hi saaya hai
tumse juda hokar
maine ye jaana hai
pyaar mein thoda saa
khona hai paana hai