Uploader - I Mr Lonely
------------------------
Aye hain samajhane log
Aye hain samajhane log
Hain kitne deewane log
Hain kitne deewane log
Aye hain samajhane log
----------------------------
----------------------------
Dair-o-haram mein Chain jo milta
Dair-o-haram mein Chain jo milta
Kyun jaate maikhane log
Kyun jaate maikhane log
Hain kitne deewane log
Aye hain samajhane log
----------------------------
----------------------------
Jaan ke sab kuchh Kuchh bhi na jaane
Jaan ke sab kuchh Kuchh bhi na jaane
Hain kitne anjane log
Hain kitne anjane log
Aye hain samajhane log
----------------------------
----------------------------
Waqt pe kaam nahin aate hain
Waqt pe kaam nahin aate hain
Ye jaane pehchane log
Ye jaane pehchane log
Aye hain samajhane log
----------------------------
----------------------------
Ab jab mujhko hosh nahin hai
Ab jab mujhko hosh nahin hai
Aye hain samajhane log
Aye hain samajhane log
Hain kitne deewane log
Hain kitne deewane log
Aye hain samajhane log
---------------------------------------
Thank you...