Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Pyaar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dum
Hum tere ashiq sanam
Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Pyaar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dum
Hum tere ashiq sanam
Humko aawaz de eee
Pahle pahle pyaar ko koi dil se mita nahi paya
Jaan hatheli per rakh ker tujhe lene wala aaya
Jag ye dekhta rah jayega
Aashiq tera le jayega
Itna kaha duniya me dum
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Pyaar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dum
Hum tere ashiq sanam
Itna kaha duniya me dum
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaz de eee
Nadiyo ko saagar ka pta kya koi batlata hai
Ho sacchi lagan ho dil me to khud rasta mil jata hai
Kaun bahaar ko baandh saka hai
Kaid hawa ko kisne kiya hai
Itna kaha duniya me dum
Pyar ke jo roke kadam
Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Humko aawaz de tu kaha hai sanam
Pyaar ke roke kadam
Itna kaha duniya me dum
Hum tere ashiq sanam
Itna kaha duniya me dum
Pyar ke jo roke kadam. ...
End...