Kahani Sono Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Kahani Sono Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Deewana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Main Kitna Fasana Hua
Tere Aanay Ke Khushboo
Tere Janay Ka Manzar
Tujhay Milna Paray Ga ab Zamana Hua
Sadaein Sono Tum Jafaein Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha
Hai Tamana Humaien Tumhay Dulhan Banaien
Tere Hathon Pay Mehndi Apnay Naam Ki Sajaien
Teri Lay Laien Blaian, Teray Sadqay Utarein
Hai Tamana Tumhay Apna Banaian
Nahi Muskil Wafa, Zara Dekho Yahan
Teri Ankhon Mein Basta Hay Mera Jahan
Kabhi Sun Tu Zara Jo Mein Keh Na Saka
Meri Dunya Tumhi Ho Tumhi Asraa
Duaien Suno Han Sazaein Suno
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqrar Hua Tha
Kahani Sono Han, Zubani Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqrar Hua Tha
Deewana Hua Mastana Hua
Teri Chahat Main Kitna Fasana Hua
Tere Aanay Ke Khushboo
Tere Janay Ka Manzar
Tujhay Milna Paray Ga ab Zamana Hua
Sadaein Sono Tum Jafaein Sono
Mujhay Pyaar Hua Tha Iqraar Hua Tha