menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

JANE KAISE KAB KAHAN IQRAR HO GAYA

Kishore Kumar / Lata Mangeshkarhuatong
msdenson2005huatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Jaane kaise kab kahan iqarar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Arre jaane kaise kab

Kahan iqarar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Ho jaane kaise kab kahan iqarar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Gulshan bani galiyan sabhi

Phool ban gayi kaliyan sabhi

Gulshan bani galiyan sabhi

Phool ban gayi kaliyan sabhi

Lagta hai mera sehra taiyyar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Tumne hamein bebas kiya

Dil ne hamein dhokha diya

Tumne hamein bebas kiya

Dil ne hamein dhokha diya

Uff tauba jeena kitna dushvar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Hum chup rahe, kuchh na kaha

Kahne ko kya baaki raha

Ho.. hum chup rahe, kuchh na kaha

Kahne ko kya baaki raha

Bas aankhon hi aankhon

Mein izhaar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Jaane kaise kab kahan iqarar ho gaya

Hum sochte hi reh gaye aur pyar ho gaya

Hmm... hmm... hmm... hmm...

Hmm... hmm... hmm... hmm..

Kishore Kumar / Lata Mangeshkar'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin

Kishore Kumar / Lata Mangeshkar, JANE KAISE KAB KAHAN IQRAR HO GAYA - Sözleri ve Coverları