Aayo re…
Hey… Thandi hawaon ne
Gori ka ghunghat utha diya
Hey… Kaali ghataon ne
Saajan ko natkhat banaa diya
Hey… Thandi hawaon ne
Gori ka ghunghat utha diya
Hey… Kaali ghataon ne
Saajan ko natkhat banaa diya
Hey… Thandi hawaon ne
Gori ka ghunghat utha diya
Oooo…. Oooo…. Aaaaaaa….
Barkha bahaar… barkha bahaar…
Barkha bahaar aayi barkha bahaar
Jane kis girdhan ne likkhi koi
Chhiti piya ke desh re
Aayi purvayi le ke pardesi
Preetam ka sandesh re
Baadal ne… baadal ne…
Baadal ne rut ko kajal laga diya
Gori ka ghunghat utha diya
Hey… Thandi hawaon ne
Gori ka ghunghat utha diya
Dambua baru ru… Hey…
Aayo re…
Rimjhim phuhar… rimjhim phuhar…
Rimjhim phuhar pade rimjhim phuhar
Teri nazar sab pe tujhe sabki khabar
Par ye pata hai ke nahin
Maine jo sawan se kaha
Chupke se wo tune suna hai ke nahin
Saawan se… saawan se…
Saawan se pahale man ne bata diya
Saajan ko natkhat bana diya
Hey… Kaali ghataon ne
Saajan ko natkhat banaa diya
Main baanwari… main baanwari…
Main baanwari hui main baanwari
Uyi… dar gayi bijali se tujhe
Chhu liya maine… Ye badi bhool hui
Ek hi din ek hi pal ek hi jhonke mein
Kali phool hui
Shabnam ko… shabnam ko…
Shbnam ko tum ne shola bana diya
Saajan ko natkhat bana diya
Hey… Thandi hawaon ne
Gori ka ghunghat utha diya
Hey… Kaali ghataon ne
Saajan ko natkhat banaa diya
Oooo ooo aa aa aa aa aaa…
Aaaa aaaaa aaa aaaa aa aa aa aaa….
Aaaa aaa …
Aaaa aaa …