Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teree bahon me mar jaye hum
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teree bahon me mar jaye hum
tujhe dekha toh yeh jana sanaam
La la la la la
La la la la la
la la la la laaaa
Ankhe meree sapne tere.
Dil mera yade teree
Ho mera hai kya (la la la)
Sab kuchh tera (la la la)
Jan teree sanen teree
Meree aankho me aansu tere aa gaye
Muskurane lage sare gham
Tojhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teree bahon me mar jaye hum
Tujhe dekha to yeh jana sanaaam
yeh dil kahee lagta nahee
Kya kahun main kya karun
Ha to samne baithee rahe
Main tujhe dekha karun
Tune aawaz dee,dekh main aa gayee
Pyar se hai badee kya kasam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Tujhe dekha toh yeh jana sanam
Pyar hota hai diwana sanam
Ab yahan se kahan jaye hum
Teree bahon me mar jaye hum
Teree bahon me mar jaye hum