menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai (With Jhankar Beats)(From "Saajan")(From "Saajan")

Kumar Sanu( Kumar Sanu)/Alka Yagnikhuatong
ofojebehuatong
Şarkı Sözleri
Kayıtlar
Kumar Sanu :

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Par saamne jab tum aate ho

Par saamne jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai

O mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Kitna isko samajhata hu kitna isko behlata hu

Naadaan hai kuch na samajhata hai din raat ye aahen bharta hai

Alka Yagnik :

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Par saamne jab tum aate ho

Par saamne jab tum aate ho kuch bhi kehne se darta hai

O mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Har pal mujhko tadpata hai mujhe saari raat jagata hai

Har pal mujhko tadpata hai mujhe saari raat jagata hai

Is baat ki tumko khabar nahi ye sirf tumhi pe marta hai

Kumar Sanu :

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Alka Yagnik :

Mera dil bhi kitna pagal hai

Ye pyar jo tum se karta hai

Kumar Sanu :

Par saamne jab tum aate ho

Alka Yagnik :

Par saamne jab tum aate ho

Kumar Sanu :

Kuch bhi kehne se darta hai

O mere saajan o mere saajan saajan saajan mere saajan

Alka Yagnik :

Saajan saajan saajan

Saajan saajan saajan

Saajan saajan

Kumar Sanu( Kumar Sanu)/Alka Yagnik'dan Daha Fazlası

Tümünü Görlogo

Beğenebilirsin