_________∆∆∆∆∆∆∆__________
Dekh tu dil ke jaan.. se uthta hai..
Ye dhuan.... sa kahan se uthta hai
Dekh tu dil ke jaan se uthta hai..
Ye dhuan.... sa kahan se uthta hai..
**** Singer:- Mehdi Hassan
Gor kis dil.... jale ki hai.... ye falak
Gor kis dil.... jale ki hai... ye falak
Shola ik subah-yan se uthta hai..
Ye dhuan.... sa kahan se uthta hai..
**** Lyrics:- Mir Taqi Mir
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Aaa aaa aaa
Baithne kaun.... de hain... phir usko...
Jo tere astan se.... uthta hai
Ye dhuan.... sa kahan se uthta hai..
**** Track arranged by:- Kundan
Yun uthe aah.... us gali se hum
Yun uthe aah.... us gali se hum
Jaise koi... jahaan se uthta hai..
Ye dhuan.... sa kahan se uthta hai..
Dekh tu dil ke jaan se uthta hai..
Ye dhuan.... .. sa kahan se uthta hai..
Thanks______ Regards:- KUNDAN