Part1: Male, Part2: Female
Aa.. aa.. aa aa...
Aa aaa.... aa aaaa
Kaa.gaz, ka.lam, dawaat le yeh
kissa, likhe, koii
Kaa.gaz, ka.lam, dawaat le yeh
kissa, likhe, koii
Ranjha Ranjha karte phir ik
Heer deewani hoyii
Jab se tujhko deKHA... aa..
Jab se tujhko dekha hai main
sabko bhool gayi hoon
Auron ki kya baat karein
Main Rab ko bhool gayi hoon
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
ẎḀḀṘḬẎḀṆ
edwArD 143
Album : Alag Alag (1985)
Singer : Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Kya shaadi, kya doli
Kaise chaar gawah, kya kaazi
Duniya se kya lena dena
Dil raazi Rab raazi
Jogi ban ko jaaye...ee..
Jogi ban ko jaaye
Mujhko jaana tere dwaare
Tere dwaare ko jaate
duniya ke raste saare
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Mujhe, kya ho gaya.. kuch, yaad nahi
Tune, kya kar diya.. mujhe, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi
ẎḀḀṘḬẎḀṆ
Laaj, ke pehre, toot gaye
Naa too.ta, pyaar ka waada
Jab jab, Shyam ne bansi chhedi
Tadap uthi yeh Radha
Prem, ke raste, mein hain oonche ho..
Prem ke raste mein hain oonche
Parbat, sagar, gehre
Hum premi, aankhon se andhe
aur kaano se behre
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Mujhe, kya ho gaya.. kuch, yaad nahi
Tune, kya kar diya.. mujhe, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi
ẎḀḀṘḬẎḀṆ
Te.ri, surat, murat mein
apni, tasveer main dekhoon
Teri, zulfon, mein uljhi
apni, taqdeer main dekhoon
Tu mujh mein, main tujh mein...
Tu mujh mein, main tujh mein
Ek dooje mein dono aise
Phool mein khushboo, deep mein jyoti
seep mein moti jaise
Te.re, naam ke siwa.. kuch
yaad nahi..
Te.re, naam ke siwa..
Mujhe, kya ho gaya.. kuch, yaad nahi
Tune, kya kar diya.. mujhe, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi
Tere, naam ke siwa.. kuch, yaad nahi