Dilwale..
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Dilwale dilwale tera naam kya hai
Naam kya hai, tera paigam kya hai?
KrantiiiI, krantiiiI
Kranti, kranti
Ab kisi ki maang na ujde
Ab kisi ki maang na ujde
Ab bachchon se maa na bichhde
Hooo ab bachchon se maa na bichhde
Dilwale..
Dilwale dilwale tera apna kya hai
Apna kya hai, tera sapna kya hai?
KrantiiiI
Aahaaa
KrantiiiI
Aahaaa
Krantiii, krantiii
Desh ki khatir kaam aayenge
Desh ki khatir kaam aayenge
Godd mein iski so jaayenge
Ho godd mein iski so jaayenge
Dilwale..
Dilwale dilwale tera armaan kya hai
Armaan kya hai, tera imaan kya hai?
Kraaantiii
Aahaaaaa
Kraaantiii
Aahaaaaa
Kranti, kranti
Ek hi mitti, ek hi pooja
Ek hi mitti, ek hi pooja
Iske siwa na bhaaye dooja
Hoooo iske siwa na bhaaye dooja
Dilwale..
Dilwale dilwale tera ram kya hai
Ram kya hai, tera ghanshyam kya hai?
KrantiiiI
Aahaaaaa
KrantiiiI
Aahaaaa
Kranti, kranti
Dilip k: mar jayenge, mit jayenge
Mar jayenge, mit jayenge
Naam watan kaaaa kar jayenge
Hoooo, naam watan ka kar jayenge.
Dilwale..
Dilwale dilwale tera agaaz kya hai
Agaaz kya hai, tera anjaam kya hai?
Krantiii , krantiiiI
Kranti, kranti
Dushman ko jooo maar ke aye
Maar ke aaye..ya mit jaaye
Wo mata ka laal kehlaaye
Wo mata ka laal kehlaaye
Maa waari jaye,balihaari jaye
Maa waari jaaye,balihaari jaaye
Jab desh pe beta khoon bahaye
Desh pe beta khoon bahaye
Jab desh pe beta khoon bahaye
Dilwaali...
Dilwaali dilwaali teri aan kya hai
Aan kya hai teri santaan kya hai?
Krantiii, krantiii
Kranti, kranti
Kasam hamen hai, is dharti ki
Kasam hamen hai is dharti ki
Apne lahoo se likh jaayenge
Kranti
Aahaaa
Kranti
Aahaaa
Kranti kranti...