dil ki baaten,
dil hi jaane,
aankhen chhede,
sau afsaane,
naazuk naazuk,
pyaare pyaare,
waade hai,
iraade hai,
aa aa aa mil ke daaman
daaman se baandh le,
aa mil ke daaman daaman se baandh le,
dil ki baaten,
dil hi jaane,
aankhen chhede,
sau afsaane,
naazuk naazuk,
pyaare pyaare,
waade hai,
iraade hai,
aa aa aa mil ke daaman
daaman se baandh le,
aa mil ke daaman daaman se baandh le,
dil ki baaten,
dil hi jaane
too hans padi, ya phuljhadi,
chhoti kahi, dhadkan badi,
ek shola saa, lehraa gaya,
ha ha yeh noor hoga
teri aankhon mein pyaar ka,
ya nagma goonja hoga bahaar ka,
dil ki baaten,
dil hi jaane,
aankhen chhede,
sau afsaane,
naazuk naazuk,
pyaare pyaare,
waade hai,
iraade hai,
aa aa aa mil ke daaman
daaman se baandh le,
aa mil ke daaman daaman se baandh le,
dil ki baaten,
dil hi jaane
tu jo kahe, main woh kahoon,
saaya banoo, sang sang rahoo,
tu aur main, ab ek hai,
aa aa main geet banke tere
honthon ko choom loon,
aa sapna banke
in aankhon mein jhoom loon,
dil ki baaten,
dil hi jaane,
aankhen chhede,
sau afsaane,
naazuk naazuk,
pyaare pyaare,
waade hai,
iraade hai,
aa aa aa mil ke daaman
daaman se baandh le,
aa mil ke daaman daaman se baandh le,
dil ki baaten,
dil hi jaane,
dil ki baaten,
dil hi jaane,
dil ki baaten,
dil hi jaane