La la lala lala
La la la lala lala
La la lala lala
La la la lala lala
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Khushnaseeb hai wo
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Honthon se honth mile na bhale
Chaahe mile na baahen baahon se
Honthon se honth mile na bhale
Chaahe mile na baahen baahon se
Do dil zinda reh sakte hain
Chaahat ki bhari nighaahon se
Chaahat ki bhari nighaahon se
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Zulfon ke narm andhere hain
Jismon ke garm ujaale hain
Zulfon ke narm andhere hain
Jismon ke garm ujaale hain
Jeete ji humko pyaar mila
Hum dono kismat waale hai
Hum dono kismat waale hain
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Khushnaseeb hai wo
Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahin milta
Yahaan pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein
Pyaar zindagi mein