duniyaa mein hum aaye hain to
jeena hi padega
jeevan hai agar zeher to
peena hi padega
duniyaa mein hum aaye hain to
jeena hi padega
jeevan hai agar zeher to
peena hi padega
gir gir ke musibat mein
sambhalte hi rahenge
jal jaayen magar
aag pe chalte hi rahenge
gir gir ke musibat mein
sambhalte hi rahenge
jal jaayen magar
aag pe chalte hi rahenge
ghum jisne diyeeeeeeee
ghum jisne diye hain
wo hi ghum door karega
ghum jisne diye hain
wo hi ghum door karega
duniyaa mein hum aaye hain to
jeena hi padega
jeevan hai agar zeher to
peena hi padega
aurat hai wo aurat jise
duniyaa ki sharam hai
sansaar mein bas laaj hi
naari ka dharam haiiiiii
sansaar mein bas laaj hi
naari ka dharam hai
zinda hai jooooooooo
zinda hai jo izjjat se
wo izjjat se marega
zinda hai jo izjjat se
wo izjjat se marega
duniyaa mein hum aaye hain to
jeena hi padega
jeevan hai agar zeher to
peena hi padega
maalik hai tere saath naa dar
ghum se tu aye dil
mehnat kare insaan to kya
kaam hai mushkil
maalik hai tere saath naa dar
ghum se tu aye dil
mehnat kare insaan to kya
kaam hai mushkil
jaisa jo kareeeeeee
jaisa jo karega yahan
waisa hi bharega
jaisa jo karega yahan
waisa hi bharega
duniyaa mein hum aaye hain to
jeena hi padega
jeevan hai agar zeher to
peena hi padega