menu-iconlogo
logo

Subah Na Aayi Shaam Na Aayi

logo
Şarkı Sözleri
khushi jisne khoji wo dhan leke lota

hansi jisne khoji chaman leke lota

magar pyar ko khojne jo chala wo

na tan leke lota na man leke lota

Aamir Rana

subaha na aayi, sham na aayi

subaha na aayi, sham na aayi

jis din teri yaad na aayi, yaad na aayi

subaha na aayi, sham na aayi

Aamir Rana

kaisi lagan lagi ye tujhse,

kaisi lagan ye lagi

hansi kho gayi, khushi kho gayi

aansu tak sab rahan ho gaye

arthi tak nilam ho gayi,

arthi tak nilam ho gayi

duniya ne dushmani nibhayi, yaad na aayi

subaha na aayi, sham na aayi

Aamir Rana

tum mil jate to ho jati

puri apni ram kahani

khandhar taz mahal ban jata,

ganga jal aankho ka pani

sanso ne hathkadi lagayi, yaad na aayi

subaha na aayi, sham na aayi

Aamir Rana

jaise bhi ho, tum aa jao,

jaise bhi ho, tum aa jao

aa jao aa jao jaise bhi ho tum aa jao

aag lagi hai tan me aur man me

aag lagi hai tan me aur man me

ek tar ki duri hai ek tar ki duri hai

bas daman aur qafan me

huyi mot ke sang sagayi, yaad na aayi

aa jao, aa jao, aa jao,

aa jao, aa jao, aa jao