Do lafz ki hai Baat ek hi hai
Keh bhi naa paayein Reh bhi na paayein
Kyun bewajah hai ye bebasi
Tum mein hum hain Hum mein tum ho
Tum se hum hain Hum se tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahan pyar zindagi mein
Khush-naseeb hain hum Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandagi kya hai
Pyar na ho toh zindagi kya hai
Yaar na ho toh bandagi kya hai
Tujh se hi har khushi hai
Tere dum se aashiqui hai, jaan le
Mill jaaye hum toh, Sab kuch sahi hai
Phir iss tarah kyun, hain ajnabi
Tum mein hum hain Hum mein tum ho
Tum se hum hain Hum se tum ho
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Khush-naseeb hain hum Jinko hai mili
Ye bahaar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Tu mohabbat hai Ishq hai mera
Tu mohabbat hai Ishq hai mera
Ik ibaadat hai saath ye tera
Jab dil se dil mile hain
Phir kyun ye faasle hain, iss tarah
Aa bol de tu, yaa bol du main
Kab tak chhupaayein ye bekhudi
Tum mein hum hain Hum mein tum ho
Tum se hum hain Hum se tum ho
Kismaton se milte hain do dil yahaan
Har kisi ko nahi milta
Yahaan pyar zindagi mein
Har kisi ko nahi milta