ek tees jigar mein uthti hai
ek dard sa dil mein hota hai
hum raaton ko uthkar rote hain
jab saraa aalam sota hai
ho o o
chandani raatein
chandani raatein
sab jag soye hum jaage
taaron se karein baatein
chandani raatein
ho o o
chandani raatein
takte takte tooti jaaye
aaj piyaa na aaye re
takte takte
shaam sabere dard anokhe
uthe jiyaa ghabraaye re
shaam sabere
raaton ne meri neend loot li
raaton ne meri neend loot li
dil ke chain churaaye
dukhiyaa aankhein dhoondh rahi hai
wahi pyaar ke ghaate
chandani raatein
ho o o
chandani raatein
pichhali raat mein
hum uth uth kar
chupke chupke roye re
pichhali raat mein
sukh ki neend mein meet humaare
desh pareeye soye re
sukh ki neend mein
dil ki dhadkanein tujhe pukaare
dil ki dhadkanein tujhe pukaare
aaja baalam aayi bahaarein
baith ke tanhaayi mein karle
dukh sukh ki do baatein
chandani raatein
ho o o
chandani raatein
sab jag soye hum jaage
taaron se karein baatein
chandani raatein
ho o o
chandani raatein