menu-iconlogo
logo

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai

logo
Şarkı Sözleri

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai

Esa koi mehboob na ho ga na kaheen hai

Esa koi mehboob na ho ga na kaheen hai

K betha hai chtaii pr magar arsh e nasheen hai

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai

Kal Pul Say Hamein Jis Nay Khud Par Lagana Hai

Zahra Ka Woh Baba Hai Hasnain Ka Nana Hai

Aao Dar E Zahra Par Phalaye Hue Daman

Aao Dar E Zahra Par Phalaye Hue Daman

Yeh Nasal Kareemon Ki Lajpal Gharana Hai

Lajpal Gharana Hai Lajpal Gharana Hai

Izzat Say Na q Marjayein hum Naam E Muhammad Par

Youn Bhi Kisi Din Hum ko Duniya Say Toh Jana Hai

Mehroom E Karam Is Ko Rakhna Na Sar E Mehshar

Jaisa Hai Naseer Aakhir, mangta Toh Purana Hai

Jaisa Hai Naseer Aakhir, Sahil Toh Purana Hai

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai

Jo Rab E Do Aalam Ka Mahboob Yagana Hai

Owais Raza Qadri, Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai - Sözleri ve Coverları