Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karo
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karo
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Chand sharmaayega chandni raat mein
Yun na zulfon ko apni sanwara karo
Ye tabassum ye ariz ye roshan jabeen
Ye tabassum ye ariz ye roshan jabeen
Ye ada ye nigahein ye zulf e haseen
Ye ada ye nigahein ye zulf e haseen
Aeene ki nazar lag na jaaye kahin
Aeene ki nazar lag na jaaye kahin
Jaane jaan apna sadka utaara karo
Aisa banna sanwarna
Unaka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Dil toh kya cheez hai jaan se jaayenge
Maut aane se pehle hi marr jaayenge
Maut aane se pehle hi marr jaayenge
Ye ada dekhane vaale lut jaayenge
Ye ada dekhane vaale lut jaayenge
Yun na hasn hasn kar dilbar ishaara karo
Aisa banna sanwarna
Unaka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna
Unaka banna sanwarna
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Aisa banna sanwarna
Kaam aae na mushkil mein koee yaha
Kaam aae na mushkil mein koee yaha
Matalabee dost hai matalabee yaar hai
Matalabee dost hai matalabee yaar hai
Is jahaan mein nahin koee ehale vafa
Is jahaan mein nahin koee ehale vafa
Ai fana is jahaan se kanaara karo
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo
Aisa banna sanwarna mubarik tumhein
Kamse kam itna kehna hamaara karo