Kabhi to tum ko yaad aayenge
Wo baharain wo sama
Mile thay hum tum jahan jahan
Kabhi to tum ko yaad aayenge
Tum se bichhre saddiyan beetin
Phir bhi humain yaad aatay ho
Saya banke aahat banke
Aaj bhi tum tarhpate ho
Zindagi kitni bezaar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai
Kahan gayeen wo pyar ki qasmain
Pyar ka wada kia howa
Kabhi to tum ko yaad aaenge
Jitna tumko apna samjha
Utne hi tum begane thay
Humne kia kia aas lagai
Hum kitne diwane thay
Zindagi kitni bezaar hai
Tumne abhi to mujhse kaha tha
Tumse piar hai
Kahan gain wo pyar ki qasmain
Pyar ka wada kia huwa
Jhuke jhuke badalon ke neeche
Mile thay hum tum jahan jahan
Kabhi to tum ko yaad aayenge