Jin kay yaar, bichard jaatay hain. unkay baag na jaagay
Jag saara taanay deta hai. naa koi peechay, naa koi aagay
Ho oh ho. ey ahahaa
Dil liya, dil diya tap tap tap, tap tap tap
Ahh tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu
Tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu
Gira jo zameen pe woh yeh mera aansoo tha, jissay tunay samjha koi aur nahin tha
Pagal tha mein jo tere liye baitha tha, dhardka jo dil mera tere liye, dhak dhak dhak
Tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu
Pyaar kiya, aur chaen na paaya. dil ko aik bedard (ta)bhaaya
Pyaar kiya aur chaen naa paaya. meri zindagi mein wohi dard laaya. har aik shair apna, jis pe lutaaya
Pyaar kiya aur chaen na paaya. tap tap tap, tap tap tap. ahh tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu
Ho ohooo. ho ohooo
Panghat per ab, yaad karogay
Khud ko tum, barbaad karogay
Jab bhi ghar abaad karogay
Kaisay dil ko shaad karogay
Tap tap tap, sadma hai mujhay. ey yaar terey jaanay ka
Gira jo zameen pe woh yeh mera aansoo tha, jissay tunay samjha koi aur nahin tha, pagal tha mein jo tere liye baitha tha, dhardka jo dil mera tere liye, dhak dhak dhak
Tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu
Tumse bichard ker shaam jab aayee
Ghum se bhara, peghaam yeh laayee
Unsay bichard ker shaam jab aayee
Khushi teri duniya mein, kabhi ab naa aayee
Likhi teri qismat mein, rab ney judaiI
Tumsay bichard ker, shaam jab aayee
Tap tap tap, tap tap tap. tap tap tapka aankh sai aansoo. phir bhi naa milnay ko, aaya tu. tap tap tapka aankh sai aansoo
Phir bhi naa milnay ko, aaya tu. gira jo zameen pe woh yeh mera aansoo tha, jissay tunay samjha koi aur nahin tha, pagal tha mein jo tere liye baitha tha, dhardka jo dil mera tere liye, dhak dhak dhak